Qurban Mein UnKi Bakhshish Ky

Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ky by Siddique Ismail

112,672 views   |   2,236 downloads   |   Published on June 4, 2018


Download 2,236 Published by Haroon Koraishy

Favourite
About Qurban Mein UnKi Bakhshish Ky

Artist: Muhammad Siddique Ismail

Listen beautiful naat Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ky by Siddique Ismail..

Qurban Mein Unki Bakhshish Kay Naat Lyrics

Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi

Imaan mila un ke sadqey Quran mila un ky sadqy
Rehman mila un ke sadqy, woh kiya hai jo hum nay paya nahi

Qurban main unki bakhshish kay...

Main aap kahun rakh lejiya barham Lilaah karam Lilaah karam
Damaan e amaal neaki ka sarkar koi sarmayaa nahi

Qurban main unki bakhshish kay..

Us mohsin–e-azam k youn to Khalid pai hazaroon ehsaan hain
Qurban magar is ehsaan kay ehsaan bhi kiya to jataya nhi

Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi

Muhammad Siddique Ismail

Also known as: Siddique Ismail

51 Uploads . 50.9K Profile Views

View profile