Madani Madine Wale Urdu Naat by Siddique Ismail
Audio

Madani Madine Wale Urdu Naat by Siddique Ismail

Muhammad Siddique Ismail Siddique Ismail
59.6K 2,148 Download
Published on Jul 10, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Madani Madine Wale

Mujhay Dar Pay Phir Bulana Madni Madine Wale, listen or play online an old famous urdu naat shareef in the beautiful voice of Siddique Islmail. Download audio naat free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Madni Madine Wale.

Madni Madine Wale Naat Lyrics

Mujhe dar pe phir bulana madni madine wale
Mae Ishq bhi pilana madni madine wale

Mere ankh main samana madni madine wale
Banay dil tera thikana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana..

Yeh mareez mar rha hai tere hath main shifha hai
Ah Tabeeb jald ana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana..

Mere ghos ka fazila rahe shad sab qabeela
Humen khuld main basana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana..

Do jahan ke khizanay kiya hath main khuda ne
Tera kam hai lutana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana..

Mere ane wale naslain tere ishq main he machlain
Unhen neak tum banana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana..

Tere gham main kash attar rahe her ghari griftar
Gham e Maal se bachana madni madine wale

Mujhe dar pe phir bulana madni madine wale
Mae Ishq bhi pilana madni madine wale

Muhammad Siddique Ismail

Muhammad Siddique Ismail

Also known as: Siddique Ismail

51 uploads · 54.1K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan