Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya By Qari Mushtaq Rasool
Audio

Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya By Qari Mushtaq Rasool

Qari Mushtaq Rasool Mushtaq Rasool
24.4K 3,714 Download
Published on Jan 3, 2017 · Naat MP3 · Published by Haroon Ishaq Qureshi
Favourite

About Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya

Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya Naat Lyrics

Paikar  e dil ruba baan kay aaya, rooh e arzo o sama baan kay aaya
Sab rasool e khuda baan kay aaye, wo habib e khuda ban kay aaya

Hazrat e Amina (Radi Allahu ‘anha) ka dulaara, wo Haleema (Radi Allahu ‘anha) ki aankhon ka taara
Wo shikassta diloon ka sahara, bay kasson ki dua baan kay aaya

Dast e Qudrat nay esa sajjaya, husan e takhleeq ko rashk aaya
Jiss ka paya kise nay naa paya, wo khuda ki raza baan kay aaya

Taajdaaroon nay dii he salami, baadshahon nay ki he ghulaami
Bay misaal uss ka ism e giraami, Mujtaba Mustafa ban kay aaya

Wo Nabi rahmat e alameen hai, jo bhi un kay zair-e-nagiin hai
Essa ghamkhuar day kha nahin he, jasa kherulwara baan kay aaya

He zahoori barri shaan un ki, madah karta he Quran un ki
Naat parhta he hassaan un ki, jo mayra rahnuma ban kay aaya

Qari Mushtaq Rasool

Qari Mushtaq Rasool

Also known as: Mushtaq Rasool

23 uploads · 9.7K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan