Free MP3 download
Download Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya
Listen online Download Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya MP3Safe & secure downloads · 3,715 downloads
Description
Pekar E Dilruba Ban Kay Aaya Naat Lyrics
Paikar e dil ruba baan kay aaya, rooh e arzo o sama baan kay aaya
Sab rasool e khuda baan kay aaye, wo habib e khuda ban kay aaya
Hazrat e Amina (Radi Allahu ‘anha) ka dulaara, wo Haleema (Radi Allahu ‘anha) ki aankhon ka taara
Wo shikassta diloon ka sahara, bay kasson ki dua baan kay aaya
Dast e Qudrat nay esa sajjaya, husan e takhleeq ko rashk aaya
Jiss ka paya kise nay naa paya, wo khuda ki raza baan kay aaya
Taajdaaroon nay dii he salami, baadshahon nay ki he ghulaami
Bay misaal uss ka ism e giraami, Mujtaba Mustafa ban kay aaya
Wo Nabi rahmat e alameen hai, jo bhi un kay zair-e-nagiin hai
Essa ghamkhuar day kha nahin he, jasa kherulwara baan kay aaya
He zahoori barri shaan un ki, madah karta he Quran un ki
Naat parhta he hassaan un ki, jo mayra rahnuma ban kay aaya
- 100% Safe
- High Quality MP3
- Works on all devices
- No Signup Required
If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.