Bari Umeed Hai Sarkar Qadmon

Bari Umeed Hai Sarkar Qadmon Mein Bulain Gayen MP3 Naat

73,788 views   |   5,981 downloads   |   Published on February 5, 2018


Download 5,981 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Bari Umeed Hai Sarkar Qadmon

Artist: Qari Mushtaq Rasool

Bari Umeed Hai Sarkar Naat Lyrics

Bari umeed hai sarkar qadmoon main bulien gayen
Karam ki nazar jab ho ge madina hum bhi jayen gayen

Ager jana madina main huwa hum ghum ke maaron ka
Madina Gumbad e Khizra ko hal e dil sunien gayen

Wo manzar ho ga deed ke qabil

Qiyamaat main Rasool ulllah صلى الله عليه و سلم jab tashreef layen gayen

Gunahgaron main khud aqa ke shamil parsaa hun gayen

Shafie Hashr jab daaman e Rehmat main chupaien gayen

Bari umeed hai sarkar qadmoon main bulien gayen
Karam ki nazar jab ho ge madina hum bhi jayen gayen

Qari Mushtaq Rasool

Also known as: Mushtaq Rasool

23 Uploads . 8.6K Profile Views

View profile