Qadmoon Main Shehenshah E Doalam K Para Hoon Naat by Salman Konain
About Qadmoon Main Shehenshah E Doalam
Beautiful kalam recited by Salman Konain Shah and written by Hafeez Taib. Salman Konain is giving tribute to Hafeez Taib.
Naat Lyrics
Qadmoon mein shehnshah e Do Alam ke Para Hoon
Main zara e Na-cheez hun yah bakht e Rasa hun
Ab koun se nehmaat ki talab haq se karun mein
Dehleez pe Sultan e Madina ki Khara hoon
Iss pekaar e Noorain ko tasawur mein bas kar
Main Roza e Athar ki taraf daikh raha hoon
Damaan mera dulwaya gaya urfaa mein phele
Phir Darghaa Sarkar mein bulwaya gaya hoon
Ah Kash zara dair yahen waqt thehr jaye
Main Pesh Rasool e Arabi Naat Saara hun
Kalam by Hafeez Taib
Syed Salman Kounain Shah
Also known as: Salman Konain
105 uploads · 22.6K profile views
View profile