Main Tou Nadaan Tha Urdu Naat By Syed Salman Konain Shah
Audio

Main Tou Nadaan Tha Urdu Naat By Syed Salman Konain Shah

Syed Salman Kounain Shah Salman Konain
115.5K 2,506 Download
Published on Mar 25, 2023 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Main Tou Nadaan

Listen online Main Tou Nadaan Tha by Syed Salman Konain Shah. He has recited this naat in a Mehfil e Milad held in Lahore Pakistan. Download audio naat shareef Main Tu Nadan Tha. Read naat lyrics of Main Tu Nadaan Tha.

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Jis Taraf Dekhiye

Sarkaar Nazer Aatey Hein

Aisa Lagta Hai

Sarkaar Ne Parda Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Ae Gham e Ishq O Muhammad

Ho Teri Umar Daraz

Wo Hi Achon Se Hai Acha

Jisey Acha Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Roshni  Jitni Teri Yaad Mein Phelai Hai 

Roshni  Jitni Teri Yaad Mein Phelai Hai 

Mah o Khursheed Ne Bhi Etna Ujala Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Jholi Khali Liye Koi Lotey Un Ke Dar Se

Jholi Khali Liye Koi Lotey Un Ke Dar Se

Ye Kabhi Unki Sakhawat ne Gawara Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Unki Nisbat Ka ------------

Numayaan Hai Karam

Kisi Toofaan Ne Hum Ko Teh  o Baala Na Kiya

Kisi Toofaan Ne Hum Ko Teh  o Baala Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Ye Bhi Allah Ka 

Ek Khas Karam Hai

Jis Ka Khud She-daa Hai 

 Uska Humein Dewana Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

Syed Salman Kounain Shah

Syed Salman Kounain Shah

Also known as: Salman Konain

105 uploads · 22.6K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan