Kya Kahiye Madine Ke Purkaif Nazaron Ko by Syed Salman Konain
Audio

Kya Kahiye Madine Ke Purkaif Nazaron Ko by Syed Salman Konain

Syed Salman Kounain Shah Salman Konain
42.8K 1,017 Download
Published on Jul 22, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Kya Kahiye Madine Ke

Listen beautiful urdu naat Kya Kahiye Madine Ke Purkaif Nazaron Ko in the voice of Syed Salman Konain Shah.

This beautiful kalam is written by Qasim Jahaniri. Read naat lyrics of Kya Kahiye Madine Ke.

Kya kahiay Madinay k Purkaif Nazaroon ko

Jannat Be Tarasti hai Taibaa Ki Baharoon ko..

Chehray ki ye Tabani Aalam ye Paseenay ki
Phoolon ko mehak bakhshi roshan kia gahroon ko

Taleem e Muhammad ne kiya qarb o nazar badlay
Sultan Bana dala yasrib ke gawaroon koo

Mehtab ko be cheera Suraj ko be lootaya
Mera be Salam un ki Ungli ke isharooon ko

Nisbat hai mjhy Qasim sarkar e Madina se
Kiya kijiyea ab le ker dunyia ke shahroon ke

Jannat Be Tarasti hai Taibaa Ki Baharoon ko

Syed Salman Kounain Shah

Syed Salman Kounain Shah

Also known as: Salman Konain

105 uploads · 22.6K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan