Zuban Par Jab Muhammad Ka Naam Ata Hai Naat
Audio

Zuban Par Jab Muhammad Ka Naam Ata Hai Naat

Unknown
30.7K 547 Download
Published on Aug 2, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Zuban Par Jab Muhammad Ka Naam

This beautiful kalam is recited by Munir Hussain Hashmi in a Mehfil-e-naat.

Naat Lyrics

Zuban par Jab Muhammad Mustafa ka nam ata hai

Bari taskeen hoti hai bara araam ata hai

 

Muhammad Mustafa ka nam he wo Ism-e-Azam hai

Jahan koi na kam aye wahan yeh kam ata hai

 

Gham-e-Habib ko seenay main paal rakha hai

Khuda ka shuker gudhri main lal rakha hai

 

Apni nisbat se main kuch nahi hoon

Un ky tukron se ehzaz paa kar tajdaroon ki saaf main kahara hoon

 

Dekhene walo na mujh ko na dekho, Dekhna agar yeh tu dekho

Ke kis ke Damaan se wabastaa hoon main, Koun wali hai kis ka gadah hoon

 

Is karam ko kiya mager kaho gaye main ne mana main sab se bura hoon

Jo buron ko samaaty hue hai un ke qadmoon mein main bhi para hoon

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.4K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan