34,303 views | 1,809 downloads | Published on September 8, 2018
Artist: Syed Fasihuddin Soharwardi
Listen online and download mp3 Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aye naat recited by Syed Fassihuddin Soharwardi.
Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aye
Us noor-e-mujassam ka sarapa nazar aye
Ah kash kabhi aisa bhi ho khawab mein mery
Hoon jis ki gulami mein wo aqaa nazar aye
Ta Hashr mere qabr mein ho jaye ujala
Markad main jo un ka rukh-e-Zaiba nazar aye
Jis dar ka banaya hai gadah mujh ko Ilahi
Us dar pe kabi kash yeh mangta nazar aye
Roshan rahen ankhien yeh mere bad-e-fana bhi
Ager waqt-e-nazah wohi Shah-e-wala nazar aye
Kis ankh ne dekhi hai misaal Un ki Jahan mein
Sarkar tu konian mein yaksaan nazar aye
Kaaba ae Riyaz us ko bana ln ga main dil ka
Ager naqash-e-qadam mujh ko Nabi ka nazar aye
Ya Rab Tere Mehboob Ka Jalwa Nazar Aye
Us noor-e-mujassam ka sarapa nazar aye
231 Uploads . 330.9K Profile Views
View profile