19,302 views | 393 downloads | Published on September 26, 2018
Ujale Kyun Na Hun this kalam is recited By Hafiz Yasir Ali Golarvi in Wah Cantt.
Ujalay kyon na hoon dewar o Dar mein
Mein Zikr-e-Mustufa karta hoon ghar mein
Wo jasay hain koi wasa nahi hai
Yahi likha hai tareekh-e-bashr mein
Madina jayun ayun phir se jayun
Khuda ta-umer rakhy is safar mein
Ujalay kyon na hoon dewar o Dar mein
Mein Zikr-e-Mustufa karta hoon ghar mein