Tu Sham e Risalat Hai Naat by Syed Fassehuddin Soharwardi
Audio

Tu Sham e Risalat Hai Naat by Syed Fassehuddin Soharwardi

Published on Apr 21, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Tu Sham e Risalat Hai Naat Download

Tu Sham e Risalat Hai, listen online a very beautiful naat in the voice of Syed Fassehuddin Soharwardi. Download audio naat Tu Sham e Risalat Hai free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Tu Sham e Risalat Hai.

Tu Sham e Risalat Hai Naat Lyrics

Tu Shamm e Risalat hai Alaam Tera Parwana

Aa dil mein tujhe rakh loon ae jalwa e jannan

 

Bas itna karam karan Ae Chashm e Karimana

Jab jaan laboon par ho Tum samne a jana

 

Kahaty hain Tere dar ka peetay hain Teray Dar ka

Pani hai Tera Pani Dana hai tera Dana

 

Duniya mein mujhe apna tum ne tu banaya hai

Mehshar mein mujhe keh dain yeh hai mere dewana

 

Peenay ko tu pee ln ga par shart zara se hai

Ajmeer ka saqi ho baghdad ka mehkhana

 

Tu Shamm e Risalat hai Alaam Tera Parwana

Aa dil mein tujhe rakh loon ae jalwa e jannan

Syed Fasihuddin Soharwardi

Syed Fasihuddin Soharwardi

Also known as: Fasihuddin Soharwardi

230 uploads · 359.5K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan