Tala Al Badru Alaina

Tala AL Badru Alayna MP3 Urdu Naat

273,341 views   |   15,853 downloads   |   Published on February 11, 2018


Download 15,853 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Tala Al Badru Alaina

Artist: Unknown

Tala AL Badru Alayna beautiful naat in urdu.

Naat Lyrics in Urdu

Aye sarkar e madina, Laye anwar e madina
Hai kadam boos e risalat, Gul e gulzaar e madina
Kundani rang hai gehra, Hai libas aj sunehra
Chandni raat ne pehnaa, Tala al badru alaina

Tala al badru alaina..

Logo awaz do sab ko, dekh lo qasid e Rab ko
Roshni Gaar e hira ki, mil gaye parda e shab ko
Barish e najmo qamar hai, aj se hukm e sehar hai
Raat ko raat na kehna

Tala al badru alaina..

Dil ne payee hainn muradein, un ki rahon ko sajaa dain
Gul bichhaye hain Saba nay, ao hum ankhain bicha dain
Chand ubrah hai liye taaj, Minsani'atil wada aaj
Wajabas shukru Alaina

Tala al badru alaina..

Hashmi wo mutalabi hai, fakr e ummih wo abi hai
Aap hi haq ke Nabi hain, dafa e teera shabi hai
Muzda ho noh e bashar ko, Ab tamana e saher ko
Kishta e shab nahi rehna

Tala al badru alaina..

Aye sarkar e madina, Laye anwar e madina
Hai kadam boos e risalat, Gul e gulzaar e madina
Kundani rang hai gehra, Hai libas aj sunehra
Chandni raat ne pehnaa, Tala al badru alaina

 

Unknown

Also known as: Unknown

514 Uploads . 465.4K Profile Views

View profile