Tajdar e Madina Ke Jalwe

Tajdar e Madina Ke Jalwe Naat by Yusra Khan

524 views   |   34 downloads   |   Published on May 15, 2019


Download 34 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Tajdar e Madina Ke Jalwe

Artist: Unknown

Tajdar e Madina Ke Jalwe, listen online mp3 naat in the voice of female naat khawan Yusra Khan. Download audio naat free mp3 by clicking on download button. read lyrics of Tajdar e Madina Ke Jalwe.

Tajdar e Madina Ke Jalwe Lyrics

Tajdar e Madina Ke Jalwe Jin Ke Dil Mein Samaye Huwe Hain

Door Reh Kar Wo Pur Ba Aashna Hain, Dil Madina Banie Huwe Hain

 

Jin ko Un Ki Tawaju Ne Pala, UnKi Rehmat Ne Jin Ko Nawaza

Un Gadaon Ka Kia Pochtay Ho Wo Zamane Pe Chaye Huwe Hain

 

Tees Paron Mein Jo Kuch Likha Hai, Sar Ba Sar Sirat e Mustufa Hai

Un Ki Sirat Mein Jo Dhal Gaya Hai, Us Pe Rehmat Ke Saye Huwe Hain

 

Aale Athar Ka Sadqa Atta Ho Muflsi Ka Hamara Bala Ho

Un Ke Darbar ke Hum Hain Mangte Daman e Dil Bichaye Hue Hain

 

Tajdar e Madina Ke Jalwe Jin Ke Dil Mein Samaye Huwe Hain

Door Reh Kar Wo Pur Ba Aashna Hain, Dil Madina Banie Huwe Hain

Unknown

Also known as: Unknown

568 Uploads . 465.6K Profile Views

View profile