Sarkar Sunty Hain

Jahan Bhi Ho Wahin Sy Do Sada Sarkar Sunty Hain MP3 Naat

163,825 views   |   1,682 downloads   |   Published on February 18, 2018


Download 1,682 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Sarkar Sunty Hain

Artist: Unknown

A very beautiful kalam written by Muzaffar Warsi.

Sarkar Sunty Hain Naat Lyrics

Jahan bhi ho wahen se do sada Sarkar sunty hain
Sare-e-aina sunty hain pase-e-dewar sunty hain


Meri her sans un ke aahaton ke sath chalti hai
Mere dil ke daraknay ke bhi wo raftaar sunty hain

Mein sadqay jayun un ki rehmat-ul-lialamin per
Ke pukaro chahie jitne bar wo her bar sunty hain

Muzaffar jab kise mehfil mein un ki naat parhta hai
Mera emaan hai wo bhi mera ishaar sunty hain

Jahan bhi ho wahen se do sada Sarkar sunty hain
Sare-e-aina sunty hain pase-e-dewar sunty hain

Unknown

Also known as: Unknown

1127 Uploads . 503.1K Profile Views

View profile