Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin MP3 Naat
About Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin Naat Lyrics
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Salle Ala Shafiye na Sale Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Noor e Nigah e Amina(Razi Allahu Ta'ala Anha) Shoukhat-O-Shan-E Fatima(Razi Allahu Ta'ala Anha)
Tere he dam kadam se hai Ronaq-E-Bar e Aisha(Razi Allahu Ta'ala Anha)
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Tujh sa koi Shakeel hai aur na koi Jameel hai
Tere he dam ka pasbaaan Hazrat-E-Jibrail (A.S) hai
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Tujh se zamana shadshad sab ke dilon main tere yad
Tere janib se kabhi koi giya na murad
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Apne dukhon ki dastaan le ke Riyaaz khakista jaan
Aya bht ye door se dar pe tere Shah-E-Shahaan
Sale Ala Nabiyna Salle Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Salle Ala Shafiye na Sale Ala Muhammadin صلى الله عليه و سلم
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.6K profile views
View profile