Salam Ae Roza-e-Anwar Naat by Muhammad Saeed Arshad Al Hussaini
Audio

Salam Ae Roza-e-Anwar Naat by Muhammad Saeed Arshad Al Hussaini

Unknown
21.1K 742 Download
Published on Sep 25, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Salam Ae Roza-e-Anwar

Salam Ae Roza-e-Anwar Naat Lyrics

Salam ae Roza-e-Anwar ke tum Aqaa ka maskaan ho

Phir us ke baad do Yaraan-e-Haq Baraan ka madfaan ho

 

Salam ae Gumbad e khizra ky nazaron tarahdaro

Ky tum barakat-o-anwarat ka maskaan ho

 

Salam ae Shafii meshar ae Kamli orhnay waly

Sare Anbiya hain misl-e-gul aur Ap Gulshan ho

 

Salam ae Aisha (R.A)  ke Baap jo Saddiq e Akbar ho

Ke tum aks-e-Nabuwat ho Hamary dil ki dharkan ho

 

Salam is ghosha-e-jannat ke bassi Umer Farooq (R.A)

Ke ab bhi josh-e-imaan muslamana ka jobaan ho

 

Salam Hasnain ky Nana Salam ae Aisha (R.A)   ke bar

Umeed-e-Shifhaat meri har uljhaan ki suljhaan ho

 

Salam ae Roza-e-Anwar ke tum Aqaa ka maskaan ho

Phir us ke baad do Yaraan-e-Haq Baraan ka madfaan ho

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.9K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan