Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi MP3 Naat Owais Qadri
Audio

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi MP3 Naat Owais Qadri

Muhammad Owais Raza Qadri Attari Owais Qadri
331.4K 23,070 Download
Published on Dec 22, 2017 · Naat MP3 · Published by Haroon Ishaq Qureshi
Favourite

About Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi

Sab Se Aula O Aala Naat Lyrics

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Sab se Bala O wala Hamra Nabi ï·º

Apne Moula ka Piyara hamara Nabi ï·º

Donu Alaam Ka Dolha Hamara Nabi ï·º

Bujh gayen jis ke agay sabhi mashalien

Shama wo le ker ayaa Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jis ki do Bohndien hain Kosar o Sal-sabhi

Hai wo rehmat ka darya Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jin ke talwoon ka dhowaan hai Ab-e-Hayaat

Hai wo jama-e-Maseehaa Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ..

Kiya Khabar kitne Taray khilay chup gaye

Per na dooba na doobay Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Koun deta hai deta ko moo chayia

Dene wala hai sucha Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Also known as: Owais Qadri

375 uploads · 947.1K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan