Sarkar Tawaju Farmain MP3 Naat By Owais Raza Qadri
About Sarkar Tawaju Farmain
Sarkar Tawaju Farmain Lyrics:
Hazir hain Dar-E-Dolat per gadah sarkar tawaju farmain
Mohtaaj nazar hai hall mera sarkar tawaju farmain
Sarkar Tawaju Farmain...
Main kab ane ke qabil tha rehmat ne yahan tk pohnchaya
Sarkar pe taan maan jaan fida Sarkar Tawaju Farmain
Mohtaaj nazar hai hall mera sarkar tawaju farmain...
Main ker ke sitam apne jaan per quran se chahoon ka sun ker
Ayaa hoon bht sharminda sa Sarkar Tawaju Farmain
Mohtaaj nazar hai hall mera sarkar tawaju farmain
Ansuu ansoo hain faryaadi aur arz-e-karam hai hichki hichki
Dharkan dharkan deti hai sada Sarkar Tawaju Farmain
Tere ek nazar bas ek nazar ka sawal hai
Sarkar Tawaju Farmain, Sarkar Tawaju Farmain
Hazir hain Dar-E-Dolat per gadah sarkar tawaju farmain
Mohtaaj nazar hai hall mera sarkar tawaju farmain
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 947.1K profile views
View profile