Saaye Mein Tumharay Hain Naat by Owais Raza Qadri
About Saaye Mein Tumharay Hain
Listen and download beautiful naat in the voice of Owais Raza Qadri. You can download this naat free by clicking on download button.
Saaye Mein Tumharay Hain Naat Lyrics
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai
Kiya pesh karun jana kiya chez hamari hai
Yeh dil bhi tumhara hai yeh jaan bhi tumhari hai
Kiya pesh karun jana kiya chez hamari hai
Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai
Saaye mein Tumhare hain qismat yeh hamari hai
Tum hum per karam ker do yeh arz hamari hai
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 947.7K profile views
View profile