Rehmat Ka Hai Darwaza Khula Naat by Syed Fassehuddin Soharwardi
About Rehmat Ka Hai Darwaza Khula
Rehmat Ka Hai Darwaza Khula Mang Aray Mang, an old naat e Rasool e Maqbool SAWW in the voice of Syed Fassehuddin Soharwardi. Listen online and download mp3 naat sharif Rehmat Ka Hai Darwaza Khula. Read naat lyrics of Rehmat Ka Hai Darwaza Khula.
Mang Aray Maang Naat Lyrics
Rehmat ka hai darwaza khula mang aray mang
Deta hai Karam un ka sada mang aray mang
Aa jaye gi ik Roz bhi Taibah se bulawa
Har waqt Madine ki Dua Maang aray Maang
Mayoos na ho ye mere lajpaak ka dar hai
Hai kis lia khamoosh khara Mang aray Maang
Deta hai karamm un ka sada...
Bhar jaye ga kashkol Muradon se Tera Bhi
Baan kar mere Aqaa ka gadah Maan aray Maang
Sarkar se Sarkar ko Mangun ga Niazi
Sarkar ny jis waqat kaha Mang aray Mang
Rehmat ka hai darwaza khula mang aray mang
Deta hai Karam un ka sada mang aray mang
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.7K profile views
View profile