Nahi Koi Zamane Mein

Nahin Ko'ee Zamaney Main Hamara Ya RASOOL ALLAH Naat e Mustufa

290,381 views   |   4,637 downloads   |   Published on March 8, 2018


Download 4,637 Published by Haroon Ishaq Qureshi

Favourite
About Nahi Koi Zamane Mein

Artist: Unknown

Listen beautiful naat Nahin Ko'ee Zamaney Main Hamara Ya RASOOL ALLAH. 
 
نہیں کوئ زمانے میں ہمارا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم
تمہارے ہیں تمہارا ہے سہارا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم 
 
 
Nahi koi zamanay main hamara Ya Rasool ALLAH 
Tumhare hain Tumhara hai Shahra Ya Rasool ALLAH 
 
Hoon sar se payon tak dooba huwa ghum ke samnudar main
Nahi ata nazar koi kinaara Ya Rasool ALLAH 
 
Nahi koi zamanay main...
 
Khuda ne ap ko rehmat bana ker farish per Aqaa
Gunahgaroon ki bakhsish ko utara Ya Rasool ALLAH 
 
Nahi koi zamanay main...
 
Siwaie ap ke koi nahi Bakshish ka duniya main
Main zara hon bana dalo sitara Ya Rasool ALLAH 
 
Nahi koi zamanay main...
 
Nahi koi zamanay main hamara Ya Rasool ALLAH 
Tumhare hain Tumhara hai Shahra Ya Rasool ALLAH 

 

Unknown

Also known as: Unknown

510 Uploads . 465.3K Profile Views

View profile
Up Next