Mujh Main Unki Sana Ka Saleeqa Kahan Urdu Naat
About Mujh Main Unki Sana Ka
Mujh Main Unki Sana Ka Saleeqa Kahan Naat Lyrics
نام ان کا رÛÛ’ کيوں Ù†Û ÙˆØ±Ø¯ زباں، ÛÛ’ جو تسکين جاں ÙˆÛ Ú©ÛØ§Úº ميں Ú©ÛØ§Úº
مجھ ميں ان Ú©ÛŒ ثناء کا سلي‍Ù‚Û Ú©ÛØ§ÚºØŒ ÙˆÛ Ø´Ø§Û Ø¯Ùˆ Ø¬ÛØ§Úº ÙˆÛ Ú©ÛØ§Úº ميں Ú©ÛØ§Úº
Mujh main un ki sana ka saleeqa kahan Wo Shah-E-Do jahan wo kahan main kahan
Un ka madah Sarah Khaaliq-E-Asraa, wo Rasool-E-Zaman wo kahan main kahan
Un ke daman se wabasta mere nijaahat, un pe qurban mere Hiyaat-O-mamaat
Main gunahgar wo Shafah-E-Assiyaan, Bekason ke amaan wo kahan main kahan
Main saraapaa zameen wo Sarapaa wajood un pe her dam Salam un pe her dam Darood
Wo haqeeqat main afsaana-O-Dastaan, un ka main madah khan wo kahan main kahan
Wo madina Nageena hai jo arsh wo madina haram jo panah farsh ka
Wo madina jahan Rehamat-E-Beqakran main bhi pohnchun wahan wo kahan main kahan
Shak nahi ae riyazaat main hargiz zara, main sirappa kahata wo sarapa atta
Nam un ka rahe kyuin na wird-E-Zuban, hai jo taskeen-E-Jaan Wo kahan main kahan
Mujh main un ki sana ka saleeqa kahan, Wo Shah-E-Do jahan wo kahan main kahan
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.9K profile views
View profile