Mujh Ko Darpesh Hai Phir Mubarak Safar by Owais Raza Qadri
About Mujh Ko Darpesh Hai
Listen online and download mp3 naat Mujh Ko Darpesh Hai Phir Mubarak Safar in the voice of Owais Raza Qadri.
Mujh Ko Darpesh Hai Naat Lyrics
Mujh ko darpesh hai phir mubarak safar
Qafila phir madina ka tayar hai
Neakion ka nahi koi tuasha faqat
Meri jholi mein askhon ka ek har hai
Koi sajdon ki soghaaat hai
Na koi Zoad o taqwah mere pas hai
Chal para hun madina ke janib mager
Haye sar per gunahon ka anbaar hai
Jurm o isiyaan pe apne lachaata huwa
Aur ashk e nidamat bahata huwa
Teri rehmat pe nazrain jamata huwa
Dar pe hazir yeh tera gunahgar hai
Tera sani kahan Shah e Kono Makaan
Mujh sa ahsi bhi ummat mein ho ga kahan
Tere affu o karam ka Shah e Do jahan
Kiya mujh se barh ker bhi koi haqdar hai
Thukarain kab takal kahoen mein
Phr madine muqadar se jayun mein
Kash qadmoon pe sarkar mar jayun mein
Ya Nabi yeh Tamana e Attar hai
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 947.1K profile views
View profile