Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe

Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe Naat Download

1,747 views   |   176 downloads   |   Published on May 28, 2019


Download 176 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe

Artist: Unknown

Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe, listen online mp3 naat. Download audio naat Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Mujh Khata Kar Sa Insan.

Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe Naat Lyrics

Mujh khata kar sa insan madinay main rahay

Ban ke sarkar ka mehman madinay main rahay

Youn adaah kerty hain ushaaq muhabbat ki namaz

Sajhda kabaa main ho aur dehaan madina main rahe

Yad ati hai mujhy ehl e madina ki ye baat

Ke zinda rehna ho tu insan madina main rahay

Un ki shafqat gham e konain bhoola deti hai

Jitne din ap ka mehman madine main rahe

Door reh ker bhi uthata hoon hazoori ke mazay

Ke main yahan aur mere jan madinay main rahay

Chor aya hoon dil o jaan ye keh ker Azam

A raha hoon mera saman madinay main rahay

Unknown

Also known as: Unknown

1127 Uploads . 502.6K Profile Views

View profile