Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe

Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe Naat Download

17,087 views   |   274 downloads   |   Published on March 14, 2019


Download 274 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe

Artist: Unknown

Listen online and download beautiful urdu naat Mujh Khata Kar Sa Insan in the voice of Yaseen Nidai. Download urdu naat mp3 Mujh Khata Kar Sa Insan. Read naat lyrics of Mujh Khata Kar Sa Insan.

Mujh Khata Kar Sa Insan Naat Lyrics

Mujh khata kar sa insan madinay main rahay
 
Ban ke sarkar ka mehman madinay main rahay
 
Youn adaah kerty hain ushaaq muhabbat ki namaz
 
Sajhda kabaa main ho aur dehaan madina main rahe
 
Yad ati hai mujhy ehl e madina ki ye baat
 
Ke zinda rehna ho tu insan madina main rahay
 
Un ki shafqat gham e konain bhoola deti hai
 
Jitne din ap ka mehman madine main rahe
 
Door reh ker bhi uthata hoon hazoori ke mazay
 
Ke main yahan aur mere jan madinay main rahay
 
Chor aya hoon dil o jaan ye keh ker Azam
 
A raha hoon mera saman madinay main rahay

Unknown

Also known as: Unknown

1127 Uploads . 503.1K Profile Views

View profile