Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe MP3 Naat
About Mujh Khata Kar Sa Insan
مجھ خطاکار سا انسان مدینے میں رÛÛ’
بن Ú©Û’ سرکارﷺ کا Ù…Ûمان مدینے میں رÛÛ’
Mujh Khata Kar Sa Insan Madine Main Rahe Naat Lyrics
Mujh khata kar sa insan madinay main rahay
Ban ke sarkar ka mehman madinay main rahay
Youn adaah kerty hain ushaaq muhabbat ki namaz
Sajhda kabaa main ho aur dehaan madina main rahe
Yad ati hai mujhy ehl e madina ki ye baat
Ke zinda rehna ho tu insan madina main rahay
Un ki shafqat gham e konain bhoola deti hai
Jitne din ap ka mehman madine main rahe
Door reh ker bhi uthata hoon hazoori ke mazay
Ke main yahan aur mere jan madinay main rahay
Chor aya hoon dil o jaan ye keh ker Azam
A raha hoon mera saman madinay main rahay
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.6K profile views
View profile