Main Sajda Karun Ya Dil Ko Sanbhaloon MP3 Naat
Audio

Main Sajda Karun Ya Dil Ko Sanbhaloon MP3 Naat

Published on Jan 13, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Main Sajda Karun Ya

میں سجدہ کروں یاں کے دل کو سمبھالوں

Beautiful naat is recited by Syed Fassihuddin soharwardi.

Main Sajdaa karoon Ya Naat Lyrics:

Main Sajdaa kerun ya dil ko sanbhaloon, Muhammad صلى الله عليه و سلم ki chookhat nazar a rhe hai

Ise bekhudi main kahien kho na jayun, tarap kamli wale ki tarpaa rahe hai

Do alam ka dataah mere samne hai, ke Kabaa ka Kabaa mere samne hai

Atta kyuin ma farz-E-Muhabbat na kerun main, khuda ki khudaie jhuki ja rahe hai

Faqeeri ka mujh main nahi hai saleeqa na ata kuch mangnay ka tareeqa

Idhr bhi Nigah-E-Karam kamli wale, Zamane ki jhooli bhari ja rahe hai

Yeh farmaya haq ne piyaare Muhammad صلى الله عليه و سلم, hamare ho tum hum tumhare Muhammad صلى الله عليه و سلم

Humen apne jalwoon main ah kamli wale tumhari he surat nazar a rahe hai

Main Sajdaa kerun ya dil ko sanbhaloon, Muhammad صلى الله عليه و سلم ki chookhat nazar a rhe hai

Ise bekhudi main kahien kho na jayun, tarap kamli wale ki tarpaa rahe hai

Syed Fasihuddin Soharwardi

Syed Fasihuddin Soharwardi

Also known as: Fasihuddin Soharwardi

230 uploads · 358.9K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan