Mah e Ramzan Aaya

Mah e Ramzan Aaya Naat by Owais Raza Qadri

99,144 views   |   2,246 downloads   |   Published on May 19, 2018


Download 2,246 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Mah e Ramzan Aaya

Artist: Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Listen online and download mp3 ramzaan naat by Owais Raza Qadri.

Mah e Ramzan Aaya Naat Lyrics

Mah-e-ramzan aya mah-e-ramzan ayaa
Shor-e-maheeno sun kar tujh tak mein dawa ayaa


Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa

Jab baan tajalli per wo nayya re jaan ayaa
Ser tha jo gira juhk ker dil tha jo tapaan aaya

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa


Taiba ke siwa sab baab pamaal e panah hongaye
Dekho gaye chamaan walo jab ahd-e-ramzaan ayaa

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa


Jannat ko haram samjha atay tu yahan aaya
Ab tk ke har kaamu kehta hun kahan aya

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa


Sar aur wo sang-e-dar ankh aur wo bazm-e-noor
Zalim ko wataan ka dehyaab aaya to kahan ayaa

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa


Kuch naat ke tabqay ka alam he nirala hai
Saktay mein pari hai aqal chakkar mein ghuma aaya

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa


Le tauq-e-alam se ab azaad ho qumri
Chitthi liye bakhsish ki wo sarw-e-rawan aya

Taiba se hum atay hain kahiye to jinaah walo
Kiya dekh ker jeeta hai jo wahan se yahan ayaa

Saqi main teray sadqay mein de ramzan aaya
Mah-e-ramzan aaya mah-e-ramzan ayaa

Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Also known as: Owais Qadri

236 Uploads . 510.0K Profile Views

View profile