Madina Aanay Wala Hai Naat Download
Audio

Madina Aanay Wala Hai Naat Download

Unknown
3.7K 490 Download
Published on May 29, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Madina Aanay Wala Hai

Madina Aanay Wala Hai, listen online mp3 beautiful naat. Download audio naat Madina Aanay Wala Hai free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Madina Aanay Wala Hai.

Madina Aanay Wala Hai Naat Lyrics

Madina Ane Wala Hai Madina Ane Wala Hai

 

Talabgar e Madina Tak Madina Khud he A Jaye

Tu Duniya Se Kinara Kar Madina Ane Wala Hai

 

Qadam Ban Jaye Mera Sar Madina Ane Wala Hai

Bichun Ga Mein Nazar Ban Kar Madina Ane Wala Hai

 

Kamar Aya Hai Shaid Un Ke Talwoon Ke Ziyaa Lene

Bicha Hai Chand Ka Bistar Madina Ane Wala Hai

 

Sanbhal Ja Ae Dil e Muztar Madina Ane Wala Hai

Luta Ae Chashme Gohar Mutahir Madina Ane Wala Hai

 

Madina Ane Wala Hai Madina Ane Wala Hai

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.5K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan