Lamha Lamha Shumaar

Lamha Lamha Shumaar Karty Hain by Sarwar Hussain Naqshbandi

76,615 views   |   1,820 downloads   |   Published on August 6, 2019


Download 1,820 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Lamha Lamha Shumaar

Artist: Sarwar Hussain Naqshbandi

Lamha Lamha Shumaar Kartey Hain
Aur Ap ka intizar kartey hain

We have best and latest collection of audio naats of sarwar hussain naqshbandi. You can easily download mp3 naats. Read naat lyrics of Lamha Lamha Shumaar Karty Hain.

Lamha Lamhah Shumaar Karty Hain

Aur Ap Ka Intizar Karty Hain

 

Aur Tu Kuch Nahi Hai Daman Mein

Bas Kamli Wale Se Payar Kartay Hain

 

Un Ke Daar Ka Mein Faqeer Hun

 Jin Ki Naukari Tajdaar Karty Hain

 

UnKe Dar Ka Faqeer Hun

 Jin Ke Naukari Tajdaar Karty Hain

 

Mein Khata Bar Bar Karta Hun

Woh Karam Bar Bar Karty Hain

 

Un Se Razi Khuda ki Zaat Huwe

Mustufa Se Jo Payar Karty Hain

 

Un Ke Gham Mein Zahoori Chain Mile

Charaghar Beqarar Karty Hain

 

Lamha Lamhah Shumaar Karty Hain

Aur Ap Ka Intizar Karty Hain

Sarwar Hussain Naqshbandi

Also known as: Sarwar Naqshbandi

155 Uploads . 110.6K Profile Views

View profile