Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin Download Naat Sharif
Audio

Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin Download Naat Sharif

Unknown
31.1K 3,337 Download
Published on Dec 16, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin

Listen online and download beautiful kalam Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin. Read Naat Lyrics of Lam Yati Nazeero Kafi Nazarin. This is very famous kalam of AlaHazrat.

Naat Lyrics

Lamyaati Nazeero kaafi nazarin

Misle To Na Shud Paida jaana

Jag raaj ko taaj tore sar so

Hai tujh ko shahey do sara jaana

 

Ana fi atshiv wa sakha ka atam

Aye Gesu e Paak aye Abr e Karam

Barsan haare rimjhim rimjhim

Do boond idhar bhi gira jaana

 

Al bahro alaa wal Mavjo tagha

Mann bekaso tufaan hosh ruba

Manjdhaar me hu Ya RasoolAllah

Manjdhaar me hu bigri hai hawaa

Moori naiya paar laga jaana

 

Ar rooho fida ka fazid harka

Yak shola digar barzan ishqa

Mora tan mann dhan sab phoonk diya

Yeh jaan bhi pyaare jala jaana

 

Al qalbo shyjivm wal hamo shujut

Dil dar chuna jaan zer chuno

Pat apni bhi pat mai kaise kahu 

Mera kaun hai tere siwa jaana

 

Bas Khaama e Khaam Nawa e Raza

Na yeh taraz meri na yeh rang mera

Irshaad e Ahibba Na Atik Tha

Nachaar is raah para jaana

Mora jiyera larje dharak dharak

Taiba se abhi na suna jaana

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.5K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan