Kuch Nahi Mangta Shahon Se Yeh Shaida Tera By Female Naat Khawan
About Kuch Nahi Mangta
Kuch Nahi Mangta Lyrics
Kuch nahi mangataa Shahon se ye Sehda tera
Is ki Dolaat Hai faqat naqash e kapaa tera
Log khety hain ke Saaya tere Pekaar ka na tha
Main tu kheti hoon Jahan bhar main hai Sayaa tera
Kuch nahi mangataa...
Ab bhi zulmat faroshon ko gila hai tujh se
Rat baqi the ke sooraj nikal ayaa tera
Kuch nahi mangataa...
Dast geeri meri tanhaai mein tu ne hi tou ki
Mein tou mar jata agar sath na hota tera.
Kuch nahi mangataa Shahon se ye Sehda tera
Is ki Dolaat Hai faqat naqash e kapaa tera