Koi Unke Baad Nabi Hua MP3 Naat
Audio

Koi Unke Baad Nabi Hua MP3 Naat

Unknown
203.3K 1,452 Download
Published on Dec 17, 2017 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Koi Unke Baad Nabi Hua

Koi Unke Baad Nabi Hua Naat Lyrics

Koi un ke bad Nabi huwa nahi un ke bad koi nahi
Ke Khuda ne khud bhi tu keh diya nahi un ke bad koi nahi

Koi ase zaat e hama sifaat, koi asa Noor e Haman jihaat
Koi mustufa koi mujhtaba nahi un ke bad koi nhi

Koi un ke bad Nabi huwa...

Kise ase zaat ka name lo jo amiih bhi ho amaan bhi ho
Hai mere yaqeen ye ka ye faisla nahi un ke bad koi nhi ho ga

Koi un ke bad Nabi huwa...

Bajz un ke rehamt e her zaman koi aur ho tu batayea
Nahi un se phele koi na tha nahi un ke bad koi nahi

Ye sawal tha koi aur bhi hai gunahgaron ka asraa
Tu tuwaan ruwaan yeh pukaar utha nahi un ke bad koi nahi

Koi un ke bad Nabi huwa...

Wo qadam uthay tu bayak qadam huma kainaat the zair e payaa
Ye bulandian koi chooh saka nahi un ke bad koi nahi

Koi un ke bad Nabi huwa...

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.5K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan