Koi Un Kay Baad Nabi Hua Naat by Mehrab Al Habib Chishti
Audio

Koi Un Kay Baad Nabi Hua Naat by Mehrab Al Habib Chishti

Unknown
32.5K 632 Download
Published on Jan 10, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Koi Un Kay Baad Nabi Hua

Listen online and download urdu naat Koi Un Kay Baad Nabi Hua in the voice of Mehrab Al Habib Chishti.

Koi Unke Baad Nabi Hua Naat Lyrics

Koi un ke bad Nabi huwa nahi un ke bad koi nahi

Ke Khuda ne khud bhi tu keh diya nahi un ke bad koi nahi

 

Koi ase zaat e hama sifaat, koi asa Noor e Haman jihaat

Koi mustufa koi mujhtaba nahi un ke bad koi nhi

 

Koi un ke bad Nabi huwa...

 

Kise ase zaat ka name lo jo amiih bhi ho amaan bhi ho

Hai mere yaqeen ye ka ye faisla nahi un ke bad koi nhi ho ga

 

Koi un ke bad Nabi huwa...

 

Bajz un ke rehamt e her zaman koi aur ho tu batayea

Nahi un se phele koi na tha nahi un ke bad koi nahi

 

Ye sawal tha koi aur bhi hai gunahgaron ka asraa

Tu tuwaan ruwaan yeh pukaar utha nahi un ke bad koi nahi

 

Koi un ke bad Nabi huwa...

 

Wo qadam uthay tu bayak qadam huma kainaat the zair e payaa

Ye bulandian koi chooh saka nahi un ke bad koi nahi

 

Koi un ke bad Nabi huwa...

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.9K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan