Koi Misl Mustafa Ka

Koi Misl Mustafa MP3 Naat By Sabihuddin Sabih

61,786 views   |   2,259 downloads   |   Published on December 1, 2017


Download 2,259 Published by Haroon Koraishy

Favourite
About Koi Misl Mustafa Ka

Artist: Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Koi Misl Mustafa Ka Naat Lyrics

Koi Misl Mustufa ka kabhi tha na hai na ho ga
Kisi aur ka yeh rutubah kabhi tha na hai na ho ga

Unhen Khalq ker ke nazah huwa khud hi Dast E Qudrat
Koi shahkar aisa kabhi tha na hai na ho ga

Kise weham ne sada de koi ap ka mumasil
Tu yaqeen pukhar utha kabhi tha na hai na ho ga

Mere Daman e talab ko hai unhe ke Dar se nisbat
Kise aur Dar se rishta kabhi tha na hai na ho ga

Mere tak e jan nisbhat ke chiragh jal rahy hain

Mujhy khoaf peergi ka kabhi tha na hai na ho ga

Sar E Hashr un ki rehmat ka Sabikh main hun talib
Mujhay kuch amal ka dawah kabhi tha na hai na ho ga

Koi misl Mustufa ka na hai na ho ga

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Also known as: Sabih Rehmani

65 Uploads . 21.3K Profile Views

View profile