Kaabay Ki Rounaq Kaabaay Ka Manzar by Sabih Rehmani
Audio

Kaabay Ki Rounaq Kaabaay Ka Manzar by Sabih Rehmani

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani Sabih Rehmani
30.4K 1,234 Download
Published on Oct 26, 2018 · Naat MP3 · Published by Zohaib Hassan
Favourite

About Kaabay Ki Rounaq Kaabaay Ka Manzar

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani -Subhan Allah. beautiful VOICE of Syed Sabihuddin Sabih Rehmani. Kaabay Ki Rounaq Kaabaay Ka Manzar Listen or download this naat in the voice of Syed Sabihuddin Rehmani.

Kaabe ki Ronaq Kaabe Ka Manzar Lyrics

Kaabay ki ronaq Kabbay ka manzir Allah o Akbar Allah o Akbar

Dekhun tu dekhay jayun barabar Allah o Akbar Allah o Akbar

Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar

Hairat se khud ko kabhi dekhta hoon aur dekhta hoon kabhi main haram ko

Laya mujh ko kahan mera muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar

Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar

Bheja hai jannat se tujh ko khuda ne chuma hai tujh ko mere Mustufa صلى الله عليه و سلم ne

Ah hijre Aswad tera muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar

Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar

Kabay ke uper se jaty nahi hain aur kis ko adab ye seekhaty nahi hain

Kitne mohaddab hain ye kabootar Allah o Akbar Allah o Akbar

Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar

Tere karam ki kiya baat Moula, tere haram ki kiya Moula

Taaumer ker de ana muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar

Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar

Dekhun tu dekhay jayun barabar Allah o Akbar Allah o Akbar

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Syed Sabihuddin Sabih Rehmani

Also known as: Sabih Rehmani

65 uploads · 24.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan