161,667 views | 1,583 downloads | Published on January 4, 2018
Artist: Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Kiya hi zoaq e afzaa shafaat hai tumhri wah wah
Qarz leti hain gunah parhaizgari wah wah
Khama E Qudrat ka husan dastakari wah wah
Kiya he tasveer apne piyare ki sanwari wah wah
Ashk shab bhar intizar Afwe E Ummat mein bahein
Main fidaa chand aur youn Akhtar Shumaari wah wah
Ungliyaan hain Faiz per tootay hain piyase jhoom kar
Nadiyaan Panjaab e Rehamaat ki wah wah
Is taraf Rozay ka noor us taraf mimbar ki bhahar
Beach mein jannat ki piyari piyari kiyari wah wah
Sadqaay is inhaam ke qurbaan is ikraam ke
Ho rahi hain donu Alaam mein tumhari wah wah
Para e Dil bhi na nikla dil se thofay mein Raza
Un sagane koh se itni Jaan piyaari wah wah
Kalam Ala Hazrat
375 Uploads . 828.2K Profile Views
View profile