Audio
Karte Han Karam Jis Pe Bhi Tajdaar e Madina Naat Download
About Karte Han Karam Jis Pe Bhi
Listen and download mp3 naat Karte Han Karam Jis Pe Bhi Tajdaar e Madina.
Karte Han Karam Jis Pe Bhi Sarkar-e-Madina Naat Lyrics
Karte Han Karam Jis Pe Bhi Sarkar-e-Madina
Hota hai naseeb us ko bhi Dedar-e-Madina
Parhta hai Jo Darood ap ki Zaat per Her Dam
Milta hai usy Saya-e-Dewaar-e-Madina
Us sahks ko duniya ka koi gham nahi hota
Wo Shaks jo rehta hai talabgar-e-Madina
Karte Han Karam Jis Pe Bhi Sarkar-e-Madina
Hota hai naseeb us ko bhi Dedar-e-Madina