Mark Favourite function is updated. please check-out!
About Jurmo Isiyan Pe Apne Lajata Hua
Artist:
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Listen online and download urdu naat Jurmo Isiyan Pe Apne Lajata Hua in the beautiful voice of Owais Raza Qadri from his album "Ho Karam Sarkar". Read naat lyrics of Jurmo Isiyan Pe Apne Lajata Hua.
Jurmo Isiyan Pe Apne Lajata Hua Naat Lyrics
Jurm o isyaan pe apna lajaata huwa
Aur ashk e nadamat apne bahata hua
Teri rehmat pe nazrain jamata huwa
Dar pe hazir ye tera gunahgar hai
Koi sajdon ki sughat hai na koi
Zohdo Taqwa Mere pas Sarkar hai
Chal para hun Madina ke janib magar
Haye sar pe gunhaon ka anbar hai
Tera sani kahan Shah e Kono Makaan
Mujh sa aasi bhi ummat mein ho ga kahan
Teri Afvo karam ka Shah e Do Jahan
Kia koi mujh se barh ker bhi haqdar hai
Gham ke maron ko seenay lagata hai tu
Be-kason ghamzadon ka tu gham khawar hai
Ae muqadar ki roothi hawoe suno
Hal e dil per na yun muskurao suno
Andhiyaon garidishoo tum bhi ao suno
Mustufa Mera Hami o Gham Khawar hai
Thukarain darbadar kab talak kahoen mein
Phir madine muqadar se jab ayun mein
Kash Qadmoon mein sarkar mar jayun mein
Ya Nabi ye tamana e badkar hai