Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madinay Main Naat by Owais Raza Qadri
About Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madinay Main
Listen online and download mp3 naat in the voice of Alhaaj Owais Raza Qadri. Read naat lyrics of Jo Lamhe Thay Sukoon Ke Sab Madinay Main.
Jo Lamhe Thay Naat Lyrics
Jo Lamhe thay sukoon kay sab madina main guzar aye
Wattan mein ae dil muztair tujhay kyiun ker qarar aye
Wo Basti ah le dil ki aur dewanoo ki basti hai
Gaye jitne khirad naazan wo daman tar tar aye
Jo Lamhe Thay Sukoon Kay...
Taheeun Masjid O Mehraab ka taiba main kiya hota
Jahan Naqash E Qadam dekhay wahen sajhday guzaar aye
Jo Lamhe Thay Sukoon Kay...
Jabeen ho astaan main per hath main rozay ki jalii ho
Ye lamha zindaghi mein ae khuda phir bar bar aye
Jo Lamhe Thay Sukoon Kay...
Qalam jab se huwa kham naat e Ahmed adeeb apna
Bhout rangeen huwe mazmoon baray Naqash o Nighar aye
Jo Lamhe Thay Sukoon Kay..
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 947.7K profile views
View profile