Jis Pay Un Kay Karam ka Saaya hai Naat Shareef by Fassehuddin Soharwardi
About Jis Pay oon Kay
Jis pay oon kay karam ka Saaya hai, Jo bhi chah us ne payaa hai, listen beautiful naat sharif recited by fasihuddin soharwardi in his beautiful voice. Please download or listen online other naats of fasihuddin soharwardi. Read naat lyrics of Jis Pe Un Ke Karam Ka Saaya Hai.
Jis Pe Un Ke Karam Ka Saya Hai
Jo Bhi Chah Wo Us Ne Paya Hai
Dekh Kar Un Ki Ek Nigah e Karam
Gardishon Ka Paseena Ayaa Hai
Bandh Kar Apne Pait Par Pather
Jis Ne Auron Ko Khilaya Hai
Taab Jis Ke Na La Sake Musa
Rukh Wo Haq Ne Humen Dekhaya Hai
Bakht Par Apne Jis Ke Naaz Kar Ishraat
Ke Tujhe Naat Goh Banaya Hai
Jis Pe Un Ke Karam Ka Saya Hai
Jo Bhi Chah Wo Us Ne Paya Hai
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.9K profile views
View profile