Jab Zaban Par Muhammad Ka Naat by Javeria Saleem
Audio

Jab Zaban Par Muhammad Ka Naat by Javeria Saleem

Unknown
12.7K 423 Download
Published on Mar 14, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Jab Zaban Par Muhammad Ka

Listen online and download mp3 urdu naat Jab Zaban Par Muhammad Ka in the voice of Javeria Saleem. Read naat lyrics of Jab Zaban Par Muhammad Ka.

Jab Zaban Par Muhammad Ka Naat Lyrics

Jab Zaban per Muhammad صلى الله عليه Ùˆ سلم   ka nam a gaya

Asman se Darood o Salam a gaya

 

 Soze furqat se dil jab paresha huwa

Lab pe latak na tu ka payaam agaya

 

Jab Barhhi had se deedar ki tashnagi 

Roohbaru mere mahe tamam a gaya

 

Un ki mehfil ka jab be taswar kiya

Hath ma sirray wahdat ka jam agaya

 

Faslay khawab he khawab mai he teh huwe

Ankh kholi tu babussalam agaya

 

Kash phir hazri ki ijazat mile

Phir karun arz aqa ghulam agaya 

 

Jab madina mai pohnchun Fizaa gohnjj uthe

Lo wo shadaye kharul anaam agaya

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.5K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan