Izn-e-Taiba Mujhe Sarkar-E-Madina De Do MP3 Naat
About Izne Taiba Mujhe Sarkar Madina
A beautiful naat recited by Arif attari.
Naat Lyrics
Izn-e-Tayba Muje Sarkar-e-Madina dedo
Le Chale Mujko Jo Tayba wo Safina dedo
Yaad-e-Tayba mein tadapne ka Kareena dedo
Chashme Tar Soze Jigar Shahe Madina dedo
Chaar Yaaron ka Tujhe Wasita deta hun
Shaha Apna Gham Mujko Shahensha-e-Madina dedo
Sadka Shahzadi-e-Kaunain ka Pyare Aaqa Mujko dedo
Mere Sarkar-e-Madina dedo
Wakt-e-Akhir hai chali jaan Rasool-e-Akram
Ik Jalak Apni Shahensha-e-Madina dedo
Kasrat-e-Maal ki aadat se bacha kar Aaqa
Apne Attar ko ulfat ka khazina dedo
Hafiz Rao Muhammad Arif attari
Also known as: Muhammad Arif attari
17 uploads · 4.7K profile views
View profile