Ibtida Tu Hai Inteha Tu Hai

Ibtida Tou Hai Inteha Tou Hai Hamd by Qari Zubaid Rasool

44,121 views   |   1,066 downloads   |   Published on January 30, 2018


Download 1,066 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Ibtida Tu Hai Inteha Tu Hai

Artist: Qari Zubaid Rasool (Late)

Ibtida Tou Hai Inteha Tou Hai Hamd Lyrics

Ibtida tu hai Inteha tu hai
Qisa Al Mukhtasir Khuda Tu hai


Teray jalway hain Sab ki nazeeron mein
Phir bhi sab se chupa huwa tu hai

Main ne samjha tha La-ilaaj jis ko
Mere us dard ki dawa tu hai

Ibtida tu hai Inteha tu hai
Qisa Al Mukhtasir Khuda Tu hai

Qari Zubaid Rasool (Late)

Also known as: Zubaid Rasool

24 Uploads . 36.8K Profile Views

View profile