Huwa Yeh Raaz Ayaan Akhri Piyaam Ke Sath
About Huwa Yeh Raaz Ayaan
Huwa Yeh Raaz Ayaan akhri piyaam ke sath, Safar kare ga zamana tere nizam ke sath
Huwa Yeh Raaz Ayaan Akhri Piyaam Ke Sath Naat Lyrics
Huwa yeh Raaz ayaan akhri piyaam ke sath
Safar kare ga zamana tere nizam ke sath
Saroor ash zaroori hai gham ke jam ke sath
Sehar ka noor rahe ga Sawab E Sham ke sath
Khuda bhi mil na sake ga jo wo humen na mile
Khuda ka nam bhi lety hain un ke nam ke sath
Yeh arz E Pak E Madina ke husn ka Hijab
Ke dil bhi jhukhta hai kosar her ek kam ke sath
Huwa yeh Raaz ayaan akhri piyaam ke sath
Safar kare ga zamana tere nizam ke sath
Syed Manzoor Ul Kounain Shah
Also known as: Manzoor Ul Konain
109 uploads · 92.0K profile views
View profile