Ho Karam Tajdar-E-Madina Naat Shareef by Syed Fassehuddin Soharwardi
About Ho Karam
Ho Karam Tajdar-E-Madina, Hum be dekhen bhar e madina.. Beautiful naat recited by Fasih Uddin Soharwardi. Listen online audio naats and download large collection of mp3 naats. Read naat lyrics of Ho Karam Tajdar e Madina.
Ho Karam Tajdar e Madina Naat Lyrics
Ho Karam Tajdar e Madina Hum Bhi Daikhain Bahar e Madina
Zindaghi yeh bari Mukhtasir Deed ki Bekali Baamtar hai
Ho Karam Tajdar e Madina...
Hum Ne Mana Gunahgar hai Hum Ap Ke He Sarkar Hain Hum
Ho Atta ab Nisaar e Madina Ho Karam Tajdar e Madina
Ho Karam Tajdar e Madina...
Hum Faqeeron Ki Bas Laj Rakhna Ap Ka Sirf Mohtaaj Rakhna
Reham Karna Sarkar e Madina Ho Karam Tajdar e Madina
Ho Karam Tajdar e Madina...
Amna Bibi Ke Ghar Ke Ujale Gaud Mein Ae Haleem Ke Palay
Ho Muyassar Anwar e Madina Ho Karam Tajdar e Madina
Ho Karam Tajdar e Madina...
Meri Hasrat Tamana o Armaan Hai Faqat Ap Fakhr e Rasoolan
Dil Mein Bhar Do Singhaar e Madina Ho Karam Tajdar e Madina
Ho Karam Tajdar e Madina Hum Bhi Daikhain Bahar e Madina
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.9K profile views
View profile