Har Zamana Mere Hussain A.S Ka Hai by Syed Fassehuddin Soharwardi
About Har Zamana Mere Hussain Ka Hai
Listen and download urdu Manaqabat "Har Zamana Mere Hussain Ka Hai" in the voice of Syed Fassehuddin Soharwardi.
Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics
Her zamana mery Hussain (A.S) ka hai
Har Deewana mery Hussain (A.S) ka hai
Har sadi mere Pak Panjtan ki
Her zamana mery Hussain (A.S) ka hai
Misl ho koi us ki na mumkin
Wo gharana mery Hussain (A.S) ka hai
kat do sar chahye jukhy ga nahi
Sar uthana mere Hussain (A.S) ka hai
Zindagani ki har ker bazi
Jeet jana mery Hussain (A.S) ka hai
Neezay par bhi Khuda ka Pak Kalam
Kiya sunana mery Hussain (A.S) ka hai
Syed Fasihuddin Soharwardi
Also known as: Fasihuddin Soharwardi
230 uploads · 358.9K profile views
View profile