3,586 views | 263 downloads | Published on April 21, 2019
Artist: Syed Fasihuddin Soharwardi
Dar e Mehboob Se Hat Kar Guzara Ho Nahin Sakta, listen online mp3 naat in the voice of Syed Fassehuddin Soharwardi. Read naat lyrics of Dar e Mehboob Se Hat Kar.
Dar e Mehboob se hat kar guzara ho nahi sakta
Yeh wo dar hai jis dar se kinara ho nahi sakta
Rahe gardish mein qismat ka sitara ho nahi sakta
Nabi ka nam lewa gham ka mara ho nahi sakta
Nahi hai payar jis ke dil mein kamli wale aqaa ka
Qasim Raab ka kabhi Raab ka wo piyara ho nahi sakta
Nazara mere ankhon ne kiya hai sabz gumbhad ka
Is se barh kar koi bhi nazara ho nahi sakta
Nabi ke astan ko chor don yeh kase mumkin hai
Main mar jayun ga lekin yeh gawahara ho nahi sakta
Dar e Mehboob se hat kar guzara ho nahi sakta
Yeh wo dar hai jis dar se kinara ho nahi sakta
231 Uploads . 329.6K Profile Views
View profile