Banay Hain Dono Jahan MP3 Naat Syed Manzoor ul Konain Shah
About Banay Hain Dono Jahan
Banay Hain Dono Jahan Naat Lyrics
Banay hain Donu jahan Shah e Dosra ke liya
Sajii hai Mehfil e Konain Mustufa صلى الله عليه و سلم ke liya
Hazoor Noor hai Mehmood hai Muhammad hain
Jaga jaga naye anwaan hain sana ke liya
Mere Kareem mere chara-saz o banda nawaz
Tarap raha hoon tere shehr ki haawa ke liya
Gadha koh e Madina hoon kis ka moo dekhun
Unhe ke bakhsish kafi hai mujh gadaah ke liya
Unhi ka ziker unhi ka bayaan unhi ka nam
Her ibtidah ke liya hai her intihah ke liya
Banay hain Donu jahan Shah e Dosra ke liya
Sajii hai Mehfil e Konain Mustufa صلى الله عليه و سلم ke liya
Syed Manzoor Ul Kounain Shah
Also known as: Manzoor Ul Konain
109 uploads · 91.8K profile views
View profile